Android Mobile Ko Track Kaise Kare / How to Track Android Mobile in Hindi - MRD INFO

Breaking

Wednesday, March 25, 2020

Android Mobile Ko Track Kaise Kare / How to Track Android Mobile in Hindi

http://www.mrdinfo.com/

Hello Friends Aj Ke Time Mai Har Kisi Ko Jaldi Hoti Hai. Itni Jaldi Ki Hum Apne Ap Ko Bhi Bhool Jate Hai. Ayse Mai Apna Smartphone Kahi Bhool Jana Am Bat Hai Or Hume Mobile Lene Ke Liye Wapis Jana Padta Hai. Par Problem Tab Hoti Hai Jab Hum Apne Mobile Ko Kahi Rakh Kar Bhool Jate Hai Ya Fir Mobile Kahi Par Gir Jata Hai. Par Google Ke Pass Eska Bhi Solution Hai. Bho Bhi Aysa Ki Apka Phone Badi Asani Se Mel Jayega. Mai Apko Es Article Mai Aysi Trick Btane Ja Raha Hu. Jisse Apko Asani Se Apna Ghum Hua Phone Mil Jayega. 
       Ab Ap Soch Rahe Honge Ki Kya Yeh Tricks Sahi Hoga, Dosto Yeh Tricks Bilkul Sahi Hai, Kyu Ki Yeh Facility Koi Private Company Ki Nahi Hai Balki Google Ka He Product Hai, Google Kabhi Kisi Ko Galt Information Nahi Deta Hai Jeh Toh Ap Sabhi Jante He Honge.

Ap Apne Android Mobile  Ko Kaise Track Kar Sakte Hai, Eske Bare Mai Mai Apko Batane Wala Hu, Step By Step Follow Kare,

Step 1. Android Mobile Track Application Download Karne Ke Liye Niche Download Now Button Par Click Kare.

                                                   

Android Mobile Track Application Ko Use Kaise Kare.

Step 2. Application Install Karne Ke Badh Application Ka Home Page Open Kare, Gmail Account Ko Login Kare Jo Ap Ne Dusre Phone Ke Play Store Mai Gamil Account Login Kia Tha Jo Mobile Apka Ghum Hua Hai. Login Karne Ke Badh Mai Ek Apko Terms of Service ka Popup Open Ho Jaega Toh Apne Use Accept Kar Dena Hai.


                            http://www.mrdinfo.com/

Step 3. Google Yaha Apko  Apke Ghum Hue Phone Ki Location Batayega, Mobile Kahi Kho Jaye Ya Kisi Bhi Jaga Pe Rah Jaye To Ap Befikar Rahe , Kyu Ki Yeh Facility Badiya Hai.
Jeh Trick Only Android Phone User Walo Ke Liye Hai. Jo I Phone User Hai Uske Liye Yeh Kaam Nahi Karega.

Kya Kya Facility Milti Hai Es Application Se Android Phone Ko Track Karne Se.
                                                             http://www.mrdinfo.com/

Step 4. 1.Apne Ghum Hue Android Phone Ki Location Tracks Kar Sakte Hai

2. Apka Android Phone Chae Silent Hai Tab Bhi Ap Mobile Ko Khoj Sakte Hai, Ring Ke Option Par Click Karne Par Apke Mobile Mai Ring Bajane Lagengi.

3. Ghar Baithe He Ap Mobile Ko Lock Kr Sakte Hai, Password Laga Kar Ap Apne Ghum Hue Mobile Ki Safety Badha Sakte Hai.

4. Apne Mobile Ka Data Bhi Delete Kar Sakte Hai.

Yeh Tricks Social Media Me Apne Friends Ke Sath Share Kare Kyu Ki Es Tricks Se Ap Ko Or Apke Friends Ko Help Milengi.

Agar Apko Es Post Mai Samaj Na Ae Toh Jeh Video Dekh Sakte Hai. 
                                               




No comments: